ramadan ka chaand nazar aanay k baad kia parhna chayeh
Jo shaksh ramdan ka chand nazar atay hi kam say kam
aik martaba aur ziada say ziada 3 martaba
surah fatah(Para 26) parhay ga
Tu Insh'ALLAH Saal Bhar Aman main Rahay Ga.
And below im posting the references
1: Jis waqt ramadan shareef ka chaand daikha jay tu surah fatah ko 3 baar parhnay say tamam saal rizq main farakhi rehti hai.
(Janati Zevar, Page 596)
2: Dushmano per fatah panay k liay is ko 21 martaba parhain, agar ramazan ka chaand daikh kar is k samnay parha jay tu Insh'ALLAH saal bhar aman rahay ga.

0 Response to "ramadan ka chaand nazar aanay k baad kia parhna chayeh"
Post a Comment